Wednesday, January 28, 2009

I love Child







Kagaz ki kasti thi, Pani ka kinara tha,
Khelne ki masti thi,Dil ye awara tha,
kaha aa gaye iss samajdari ki duniya me,
wo nadan bachpan hi kitna pyara tha............





Har nazar ko ek nazar ki talash Hai,
Har dil mein chupa ek ehsaas hai,
Aap se pyaar yuhi nahi kiya humney,
Kya kare hamari pasand hi kuch khaas hai.


Barish ke paani ko apne haathon mein samet lo.
Jitna aap samet paaye utna aap humein chahte hai
Aur jitna na samet paye utna hum aap ko chahte hai.




Ham apne Pyaar ka Izhaar isliye nahi karte hain,

Kyunki ham unki han ya na se darte hain,
Agar unhone kar di han to ham khushi se mar jayenge,
Aur agar unhone kar di na to ro ro ke mar jayenge,
Baat ye nahi ke ham apni Maut se darte hain,
Par hamari Maut pe na beh jaye kahin Unke do Aansu,
Ham to bas Unke un do Aansuon ki kadr karte hain…




No comments:

Post a Comment